Katal ho rahi insaaniyat
baraaha
har din
nainon pe ibraat ka abr , insaan bana haiwaan,
Ek tarkash labhon pe
junoon se garam lahoo daud raha nas nas mein
Aasman mein timtimata akhtar
masoom aaj bhi so raha bekhabar,
Jeevan se ab koi uns nahi
parvadigar ki bas ab sanaa-e-saaki
Taashbih tere asloob ki, ai khuda koi samjha na
kashmakash - kya hai muqadar is insaan ka,
Rehnumai jab har bashinda kar le apni kalb ki
khuda, yahaan ruks-e-pehaam jahaan-e-jannat hogi

baraaha=repeatedly; ibraat=feeling of vanquishness; abr=cloud; tarkash=quiver; akhtar=star; uns=attachment; sanaa-e-saaki=praise of the lord; taashbih=simile; asloob=style; rehnumai=leadership; bashinda=dweller; kalb=heart; ruks-e-pehaam=eternal; jahaan-e-jannat=heaven on earth
कतल हो रही इंसानियत बराहा हर दिन
नैनों पे इब्रात का अब्र, इंसान बना हैवान,
एक तरकश लभों पे
जूनून से गरम लहू दौड़ रहा है नस नस मे
आसमान मे टिमटिमाता अख्तर
मासूम आज भी सो रहा बेखबर,
जीवन से अब कोई उन्स नही
पर्वत्दिगर की बस अब सना-ए-साकी
ताश्बीह तेरे असलूब की, ऐ खुदा कोई समझा ना
कशमकश - क्या है मुकदर इस इन्सान का,
रहनुमाई जब हर बाशिंदा कर ले अप्ने कल्ब की
खुदा, यहाँ रक्स-ए -पैहाम जहां-ए-जन्नत होगी
Wah! Beautiful though a bit heavy for me.
ReplyDeleteGod bless