Alfazon mei nahi itna dum
Ki bayaan kar payein kitna tumhe chahte hain hum
Ki bayaan kar payein kitna tumhe chahte hain hum
Jaise Meghon kay baraste paani
Ne sirf dharti ki raah jaani
Ne sirf dharti ki raah jaani
Aur meelon ka faasla chal har sagar ki lehar
Chume bas samudra tat kay paer
Chume bas samudra tat kay paer
Yaaraa-e-ulfat bas tu mehsoos kar
Saaki tere nashe mein madhushala say guzre meri har dagar
Saaki tere nashe mein madhushala say guzre meri har dagar
अल्फाजों में नहीं इतना दम
की बयाँ कर पाएं कितना तुम्हे चाहते हैं हम
जैसे मेघों के बरसते पानी
ने सिर्फ धरती की राह जानी
और मीलों का फासला चल हर सागर की लहर
चूमे बस समुद्र तट के पैर
यारा-ऐ-उल्फत बस तू महसूस कर
साकी तेरे नशे में मधुशाला से गुज़रे मेरी हर डगर
No comments :
Post a Comment